Sunday 18 March 2012

Wohi andaaz hai zaalim ka zamanay main

"Wohi andaaz hai zaalim ka zamanay main"

"Ab ussay log samajhtay hain gariftaar mara"

"Sakht naadim hai mujhay dam main lanay wala"

"Kiya kahin kitnay marasim thay hamaray us say"

"Woh jo ek shakhs hai moun phair kar janay wala"

"Teray hotay huay Aa jati the sari duniya"

"Aj tanha hon tau koi nahe anay wala"

"Muntazir kis ka hon rote hoe dahliz pay main"

"Kaun aye ga yahan kaun hai anay wala"

"Tum takallaf ko bhi ekhlaas samjhtay ho"
,,,,,,,,,,,,,,,,,,"Faraz",,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

"Dost hota nahin har hath milanay wala"

No comments:

Post a Comment